answersLogoWhite

0


Best Answer

Ooo.... ho..o... Zihale masti mukun baranjis Bahaale hijra bechaara dil hai) -2 (Sunai

deti hai jiski dhadkan tumhaara dil ya hamaara dil hai)-2 (Vo aake pahlu main aise baithe) -2 Ki

shaam aur rangeen ho gayi hai Ki shaam rangeen ho gayi hai Ki shaam rangeen ho gayi hai (Zara

zara si khili tabiyat zara si gumgeen ho gayi hai)-2 Zihaale muskin .... sunai deti hai

.... (Ajeeb hai dil ke dard)-2 yaaron (Na ho to mushkil hai jeena iska) -2 (Jo hon to har dard

ek heera Har ek gam hai nageena iska)-2 Zihaale muskin .... sunai deti hai .... (Kabhi kabhi

shaam aise dhalti hai Jaise ghoonghat utar raha hai, utar raha) -2 (Tumahre seene se uthta

dhuaan hamaare seene se guzar raha hai) -2 Zihaale muskin .... sunai deti hai .... Yeh sharm

hai ya haya hai, kya hai (Nazar uthate hi jhuk gayi hai) -2 (Tumhari palkon se gir ke

shabnam hamari aakhon main ruk gayi hai) -2 Zihaale muskin .... sunai deti hai ....

User Avatar

Wiki User

15y ago
This answer is:
User Avatar

Add your answer:

Earn +20 pts
Q: Can someone enter the complete lyrics with Hindi and English lyrics for Zihale Masti from Ghulami?
Write your answer...
Submit
Still have questions?
magnify glass
imp
Continue Learning about Music & Radio
Related questions

Where was the song by the artist Zihale Muskin in the film Ghulami filmed--where exactly in Rajasthan?

shot in outskirts of bikaner ,near sagar chattris shot in outskirts of bikaner ,near sagar chattris


You want to download zihale masti song of gulami?

Yes


What is the meaning of the lyrics of the song Zihale Muskin from the film Ghulami?

Zihale-Masti Maqam Branjis .... means In Hindi: Is gareeb ke dil ko itni ranjish (gusse) se na dekho Yeh bechara abhi bhi (mehboob ki) judaai se behaal hai In English: Don't look at my heart with such a hatred and anger, My heart is poor soul who is still in agony and pain because my beloved has departed. -------------------------------------------------------------- The lyrics are: Zihaal-e-Miskeen maqun ba-ranjish, bahaal(ba-haal)-e-hijra bechara dil hei..... Means: Iss gareeb/laachaar(miskeen) dil ko jab dekho(zihaal), to gusse se (ba-ranjish) nahin(maqun), iss bechare dil ko haal-hi-mein/recently(ba-haal) apne mehboob se judai(hijr) ka gham mila hei Donot look at this poor heart with enmity, It(heart) is fresh with wounds of separation... This is written by Gulzar, inspired by Hazrat Amir Khosro's poet written in Persian + BrijBhasha.


What was Amir Khusro's constribution to Indian Husie?

He was one of earliest poet in Persian who used Hindi and its dialect to carve out a beautiful Persian +Hindavi poetry style. He was a disciple of Khwaja Moinuddeen Chisti of Ajmer and was also a court poet. His memorable lines are laaj tilak sab cheeni re mose naina milayka...... Zihale Miskeen maqun Baranjush Durraye naina.....